
Whatsapp Messages Par Auto Reply Kaise Set Kare?
Download Auto-Reply for whatsapp
Step3: Ab agar aap All Contacts ke liye ek he message set karna chate hai, to Auto-reply for all messages ko enable kar de, or neeche apna message set kar de.
Step4: Agar aap cahe to specific contact ke liye specific message bhi set kar sakte hai.
Step5: Pick from contact par click karke contact ko choose kare, or Add message par click karke apne specific message ko set kar de.
Step6: Ab Auto-reply for your_contact ko enable kar de.
Ab aapka kaam ho gya hai. ab jab koi aapko whatsapp par message karega. aapka set kiya hua message automatically usko send ho jayega.
- Kisi Ke Whatsapp Messages (Chat) Kaise Padhe?
- Recalled/Revoked/Deleted WhatsApp Messages Ko Kaise Padhe?
I Hope aapko yeh trick pasand aayi hogi. agar aapko steps me koi bhi problem aa rhi ho to comment neeche comment kare. or agar aapko yeh article pasand aaya ho to esko social media par share karna na bhule.
Thanks for Reading. 😎
Thanks for this information.
helpful content. thank you sir