Agar aap apne Facebook Account ko Hack hone se bachana chate hai to aapko kuch baato ke baare me jarror pata hona chayiye. agar aap chate hai ki aapka Facebook account kabhi bhi kise se bhi Hack na ho to aapko kuch baato ka khas khayal rakhna hoga. aaj ham es article me janinge ki aakhir apne Facebook account ko safe kaise rakhe, uska 100% working tarike.
Dosto kabhi_kabhi esa hota hai ki Hacker hamari jaankari ke bina he hamare account ko hack kar leta hai. or hame pata bhi nhi chalta. kyuki ham apne Facebook account ki security par jyada dhyan nhi dete. agar hacker aapke Facebook profile ko access kar leta hai to wo aapki kafi personal information ko leak kar sakte hai. to agar aap chate hai ki aapka Facebook account hack na ho, to aapko neeche bataye gye points ko follow karna hoga.
aaj ham aapko Facebook account ko hack hone se bachane ke kuch ese secret tarike batayinge jinse aap apne Facebook account par privacy laga kar usko hackers se safe kar sakte hai.
Facebook Account Ko Secure Kaise Kare?
#1 Enable Login Alert:
- Sabse phele apne Facebook Account me login kare.
- Ab Setting > Security & Login me jaye.
- Ab neeche Setting Up Extra Security me jaker Login Alert ko enable kare.
#2 Hide Your Contact & Basic Information:
- Sabse phele apne Facebook Account me login kare.
- Ab apni profile me jaker About par click kare.
- Contact & Basic Info me jaye.
- Mobile Number & Email Address ko Only Me kar de.
#3 Setup Two – Factor Authentication:
- Sabse phele apne Facebook Account me login kare.
- Ab Setting > Security & Login me jaye.
- Phir Setup two – factor authentication par click kare.
- Ab aap aasani se koi bhi two step verification choose karke setup kar sakte hai.
#4 Use Trusted Contacts:
- Sabse phele apne Facebook Account me login kare.
- Ab Setting > Security & Login me jaye.
- Ab setting up extra security par click kare.
- Ab aap apne 3 se 5 friends ko add kar sakte hai.
#5 Don’t Click Any Malicious Link:
- Android Mobile Ko Hang Hone Se Kaise Bachaye?
- Facebook Par Auto Like, Comment Kaise Badhaye Trick In Hindi
Bhut he acchi jankari de hai aapne thanks.